Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAkshay Kumar
HomeAkshay Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tujhko naa dekhun to jee ghabraata hai tujhko naa dekhun to jee ghabraata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai ye kaisa rishta hai kaisa naata hai ye kaisa rishta hai kaisa naata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai har ghum utha loon tanhaa akela tere liye hai khushiyon ka mela har ghum utha loon tanhaa akela tere liye hai khushiyon ka mela saara sansaar doon jeevan bhi vaar doon jitna kahe tu utna main pyaar doon jitna kahe tu utna main pyaar doon ye tera mukhda hi mujhko bhata hai ye tera mukhda hi mujhko bhata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai dekh ke tujhko dil ko mere chain aata hai aaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa tum mere daddy tum meri maa ho tum mera dil ho tum meri jaan ho tum mere daddy tum meri maa ho tum mera dil ho tum meri jaan ho bachpan ki dor ka ye dhaaga tod ke daddy kabhi mujhe naa jaana chhod
ik ucha lamba kad duja soni vi tu had ik ucha lamba kad duja soni vi tu had teeja roop tera cham cham karda ni ik ucha lamba kad duja soni vi tu had teeja roop tera cham cham karda ni main avin teni tere utte marda ni main avin teni tere utte marda ni nain chhak chhak chhak tujhe tak tak tak nain chhak chhak chhak tujhe tak tak tak taa main ambaron se aahen bardaa ni main avin teni tere utte marda ni main avin teni tere utte marda ni teri zulfon mein hain raaten aankhen bhi karti hain baaten teri zulfon mein hain raaten aankhen bhi karti hain baaten jaane jaana karde hum pe apni chaahat ki barsaaten tu hai sabse juda dil tujh pe fidaa tu hai sabse juda dil tujh pe fidaa tu hai sabse juda dil tujh pe fidaa dil tere ik pal nahin katda ji main avin teni tere utte marda ni main avin teni tere utte marda ni gaalon ka hai rang gulaabi tu kahaan ki main punjaabi gaalon ka hai rang gulaabi tu kahaan ki main punjaabi chaand mein daag hai lekin kudiye tujh mein nahin koi
mohabbat meri yun pyaasi huyi to gehri meri udaasi huyi zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa sune sune saare rasten hain suni manzil hai jaana suni suni si meri aankhen hain suna ye dil hai jaana jaana jaana jaana jaana mujhe ghere hai sirf tanhaaiyaan mere dil mein hai sirf khaamoshiyaan zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa saans jab loon to seene mein jaise saans chubhti hai jaana dil mein ab tak umeed ki ek phaans chubhti hai jaana jaana jaana jaana jaana khaab saare mere tootne hi ko hai tinke bhi haath se chhootne hi ko hai zindagi zindagi mein hai tum bin ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa ye viraaniyaa
aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa haaa haaa haaa haaa aaaa aaaa aaaa haaa haaa haaa haaa haaa waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana waada raha sanam honge juda naa hum chaahe na chaahe zamaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge inn waadiyon mein yunhi milte rahenge dil mein wafaa ke diye jalte rahenge ye maanga hai duwaaon mein kami naa ho wafaaon mein rahen teri nighahon mein likho naa ye fizaaon mein o saajana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana humari chaahton ka mit naa sakega fasaana kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi kaisi udaasi tere chehre pe chhayi kya baat hai jo teri aankh bhar aayi dekho to kya nazaaren hai tumhaari tarah pyaare hai hanso naa mere liye tum sabhi to ye tumhaare hain o
wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo muhabbat ke din wo ghadi wo palchhin wo chhalakta mausam baarishon ki rimjhim humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar saanson ki wo halchal wo mehkta aanchal baahon ke wo ghere zulf ka wo baadal humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tera sharmana wo nazar ka jhukna jaate jaate tera wo achanak mudna humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo mere bin bole tera samjh lena wo ishaaron se hi baat sab keh dena humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo ladaayi jhagde baad mein pachhtaana rooth ke wo jaana laut
armaanon ke iss gulshan mein tum aaye ho saawan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah sagar ke sang lehar kiran suraj ke saath mein chalti hai shama hamesha parwane ki chaahat mein hi jalti hai phool mein khushboo rehti hai aur seep mein moti rehta hai tera mera hoga milan dharti se ambar kehta hai mere hothon pe rehna har dam saazon mein chhupi sargam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se mil ke juda ab hone se dil kyon darta hai khone se main tere saath mein ab rahoonga sadda maine lee hai kasam hai mera faisla aakhri saans tak hum na honge juda yaar badal na jaana mausam ki tarah yaar badal na jaana mausam ki tarah tum kya jaano mere dil mein tum rehti ho dhadkan ki tarah yaar badal na jaana mausam
tera banega woh jo tera nahin hai aye dil bata kyun tujhko itna yakeen hai mere dil e beqaraar haan dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haaye yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya khaabon mein koi kyun hai yun rehta aye dil tu kyun mujhse hai yeh kehta woh mera rasta bhi hai aur woh hi manzil woh mera saagar bhi hai aur woh hi saahil kaisi bata yeh betaabiyaan hai hum chalte chalte aaye kahaan hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya sunta hoon main teri yeh daastaan simtegi ik din to yeh dooriyaan umeed tune aye dil khoyi nahin hai teri zid pe mere aye dil sad aafree hai kyun yeh junoon hai kya justzoo hai aakhir tujhe kyun yeh aarzoo hai dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar haai yahi hota pyaar hai kya mere dil e beqaraar yahi hota pyaar hai kya
zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai isi pal ka zamaane mein muhabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai zubaan khaamosh hoti hai nazar se kaam hota hai isi pal ka zamaane mein muhabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya haan dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya yeh woh ehsaas hai jisko na lafzon ki zaroorat hai jisse paa kar lage saara zamaana khoobsurat hai zamaana khoobsurat hai muhabbat naam hai jiska adaaon mein dikhaayi de teri dhadkan ki har sargam mein yeh mujhko sunaayi de haan yeh mujhko sunaayi de mere honton pe jab tere labon ka jaam hota hai mere honton pe jab tere labon ka jaam hota hai isi pal ka zamaane mein mohabbat naam hota hai dekho dekho dekho mujhe pyaar ho gaya jaane kab kaise iqraar ho gaya haan dekho dekho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tujhko Naa Dekhun Jaanwar (1999) 04:53 18603
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Shilpa Shetty
Duration : 04:53   Song Number : 18603   

Ucha Lamba Kad Welcome (2007) 04:39 17583
 
Poster of Welcome (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 04:39   Song Number : 17583   

Viraaniyaa Namastey London (2007) 05:45 11153
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar
Duration : 05:45   Song Number : 11153   

Waada Raha Sanam Khiladi (1992) 06:03 18730
 
Poster of Khiladi (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Ayesha Julka
Duration : 06:03   Song Number : 18730   

Wo Tassavur Aitraaz (2004) 05:29 16877
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:29   Song Number : 16877   

Yaar Badal Na Jaana Talaash (2003) 05:18 18100
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 18100   

Yahi Hota Pyaar Namastey London (2007) 06:24 11154
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Duration : 06:24   Song Number : 11154   

Zubaan Khamosh Hoti Hai Main Khiladi Tu Anari (1994) 08:27 31514
 
Poster of Main Khiladi Tu Anari (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
Duration : 08:27   Song Number : 31514   
Karaoke Songs of Akshay Kumar, Sad Songs of Akshay Kumar, Love Songs of Akshay Kumar, Dance Songs of Akshay Kumar, Hip-hop songs of Akshay Kumar, Best songs of Akshay Kumar, Super hit songs of Akshay Kumar, hit songs of Akshay Kumar, duet songs of Akshay Kumar, solo songs of Akshay Kumar, old songs of Akshay Kumar, famous songs of Akshay Kumar, Hindi Karaoke Songs of Akshay Kumar, Hindi Sad Songs of Akshay Kumar, Hindi Love Songs of Akshay Kumar, Hindi Dance Songs of Akshay Kumar, Hindi Hip-hop songs of Akshay Kumar, best Hindi songs of Akshay Kumar, super hit Hindi songs of Akshay Kumar, hit Hindi songs of Akshay Kumar, duet Hindi songs of Akshay Kumar, solo Hindi songs of Akshay Kumar, old Hindi songs of Akshay Kumar, famous Hindi songs of Akshay Kumar, Sing Along Songs of Akshay Kumar, Sing Along Sad Songs of Akshay Kumar, Sing Along Love Songs of Akshay Kumar, Sing Along Dance Songs of Akshay Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Akshay Kumar, Sing Along Best songs of Akshay Kumar, Sing Along Super hit songs of Akshay Kumar, Sing Along hit songs of Akshay Kumar, Sing Along duet songs of Akshay Kumar, Sing Along solo songs of Akshay Kumar, Sing Along old songs of Akshay Kumar, Sing Along famous songs of Akshay Kumar